Lyrics Detail
女友嫁人 新郎不是我
[ti:女友嫁人 新郎不是我]
[ar:群星]
[al:古都情调“印度情歌”(Indian Love Song)]
[by:季风网-【http://www.ip21.cn】]
[offset:0]
女友嫁人 新郎不是我 - 群星
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Hey aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Ye pyar kaise hota hai
Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum
Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khaabon ko hum ne saja liya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna usse bana liya
Aye yaar pyar mein koi
Aye yaar pyar mein koi na jaagta na sota hai
Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai
Kya hai yeh jaadu hai koi bas jo chal jata hai
Tod ke pehre hazaaron dil nikal jata hai
Door kahin aasmanon par
Hote hain yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kahan mile
Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar usi se hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai